Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name aaqa sistani 
Question salam, muta kb jaiz hy. aur is k kya ahkam hy.kya do baligh larka larki Allah ko hazir o nazir jaan kr dil se aik dosre ko mia biwi manty hy to kya wo halat e muta me hy?plz reply. 
Answer Ws-salam o alykum, Muta nikah ki aik qism hai, or in dono ki sharaet bhi aik hi hain magar ye k Muta k sahi hone main muddat (time) or meher ka muayyan karna shart hay or Allah ko hazir o nazir manne se muta nahi hota balke nikah ki tarah is ki sharaet main se aik ye hai k ghair mustaqil kanwari larki k liay baap ya dada ki ijazat ho. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # after 2327 , 2334 , 2340 , 2341). Update on dated 08-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.