Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name http:// 
Question AoA.me ye janna chata hon k agar me rawalpindi se lahore safar karta hon or me wahan 10 din kisi hotal me taharta hon to mujay konsi namaz parhni paray ki safar ki ya puri namaz or safar me fajar ki namaz ki 2 sunat adda karna lazmi ha ya nai or agar me safar me bajamat namaz kisi masjid me mukami imam k pechay parhta ho to us ka kiya tareeqa ho ga plz in sub sawaloon ka jawab mujay bohat jaldi deena Allah ap ko jaza de ..Ameen  
Answer Wssalam o alykum, Ager Lahore main 10 din rukne ka irada hai to namaaz pori phrye, or fajar ki sunnat ko pharna mustahab hai, or Qasar namazo main ese Imaam ki iqtida karna – jis ka fareza qasar nahi hai – makro hai, or ager is ke bawajood iqtida kare to apni 2 rakato ko us hi terhan anjaam de jis terhan halat e geer e safar main anjaam deta hai sirf apni 2 rakat main salaam phar le chahe wo Imaam ki aakri rakat ho ya na ho.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 755 , after 1279 , 1471 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.