Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question Asalam-u-Alikum, Agar koi quran arbi ki bajai urdu mein katam karay tho kia is ka quran katam mana jai qa or is ko itna sawab mille qa jitna arbi mein perne wale ko miltha hay. 
Answer Jee nahi.is ko Quran parhna shumaar nahi kiya jaey ga (lihaza agar is tarah Quran parha gaya to usay Quran Khatam karna nahi kaha jaey ga) Ref: Istiftaat A.Sistani.  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.