Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question salam o alaikum, mai matric kar ke job par laga ,us ke bad mai ne har month 100Rs khums kei niyat se us mai nikalta thaa, us waqt maire pass koi extra amount nahi thi jo alag se rakhi hon laikn ab kuch saving hui hai to ab mai kis tara khums nikalo or kia jo mai phelay kar raha tha woh tariqa sahi tha yah nahi. or us doran meri kooi ro zimadari hai to mujhe batye. plz is ka jawab jaldi dijye allah hafiz 
Answer Jab Insaan kisi Kaam Dhanday say Paisa Kamaey Agar wo Kamai Khud Us kay aur Us kay Aih o Ayaal kay Saal bhar kay Akhrajaat say Ziada ho to Zaroori hay kay ZAID kamai ka Khums yani Panchwaan Hissa Mujtahid ya us kay Wakeel ko daey,Lihaza jo pehlay aap har maheenay bawajood bachat na honay kay Rs.100 diya kartay thay wo khums nahi kehlaey ga. Ref:Tauzeehul Masail(A.Sistani)Pg.262 Masala No.1722. 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.