Answer |
Agar aapnay ghusl waqian ghalat anjaam diya hay tab bhi aapkay Rozay sahih hain.Laikin aapko Namaz ki Qaza karni paray gee,laikin aap apnay ghusl ka tareeqa batain takay ham aapko bata sakain kay aapka ghusl waqian ghalat hay ya nahi takay ye bataya ja sakay kay aapko Namaz ki karni hay ya nahi.Ref:Istiftaat A.Sistani (S-21) |