Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Khamnaie 
Question Agar yeh yaqeen ho ki kisi ho kisi borayee say mana karnay ka koi khatir khuwah faida nahi ho ga. To kia is soorat may NAHI ANIL MUNKAR WAJIB HAY? Ahl e sunnat imam ki imamat may nimaz e jumma ada karnay kay baad kia nimaz e zohor ada karna wajib hay ya is ka wahi hokam hay jo aik shia kay peechay nimaz pernay ki soorat may hay 
Answer Aisi soorat main Amr-Bilmaroof o Nahi-Anilmunkar wajib nahi hay faqat apnay aap ko gunah say bachana zaroori hay...Musalmaanoo kay darmiyan Wehdat-o-Ittehaad ki khatir is main shirkat karnay main koi haraj nahi hay,laikin zohar ki namaz parhni hoge.Ref:Istiftaat Pg.No.285,209-Q.No.1091,632. 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.