Answer |
Agr sex hojaye to jab tak larki apne is kam per Allah se toba na karle tab tak nikah nahi hosakta, albatta agr sex nahi hua to phir bger kisi shart k nikah sahi hai, Nikah men agrchhe kisi gawak ya qazi ki zarurat nahin hai albatta larki jab tak larki ka wali (bap ya dada) razi na ho tab tak nikah nahi hosakti.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2341-2341-2364) Update on dated 02-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) |