Answer |
Zilhaj ki 1st say 9th tak roza rakhnay ki bohat takeed aae hai, 9th zilhaj ka roza mustahab ki niyat say rakha jaey laikin agar insan rozay ki wajah say paida honay wali kamzori ki bina par yom-e- arfaa(9th zilhaj) ki duaein nah parh sakay tou us din ka roza rakhna makrooh hay. (Ref:Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31th edition,maslah #1718) |