Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question agar aik shaks dosray shaks sa quran ka halaf lay ko wo ya bura kam dubara nei karay ga, or wo shaks quran ka halaf la b lay.........magar wo phir burai sa ruk na sakay or jis shaks ka samnay osa halaf dia tha quran ka osa kahay wapis la lo mein pura nei kar sakta ..... magar wo shaks halaf na wapis la is surat mein agar wo halaf kis tara toar sakta ha ya kis tara khatam kar sakta ha??? 
Answer Is Qism ki halaf or qasam ki koi sharee hesiyat nahi hia. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2633-34). Update on dated 30-07-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.