Answer |
Wssalam o alykum, Ager wo shadi se pehle musalmaan hogaae thi to nikah o shadi sahi hia (lekin agr nikah k wqt wo hindu thi to phir wo nikah sahi nahi hoga) or wo apne waaldain se mil sakti hai lekin shari ehkamaat – jese khane pene main o nijasat o taharat main – ka khiyaal rakhna hoga.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 1414 , maslah # 2335 , 2341 , 2342 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). |