Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name muslim 
Question bhai yeh kahan likha hoa hai k istimna mard aur aurat k liyay haram hai? 
Answer Ager istimna (jima ke ilawa kisi or tareqe se mani nikaalna) shohar o bivi ke dermiyaan ho to jaiz hai jese shohar bivi ke zarye apni mani nikale jima ke bageer, or is hi terhan bivi shohar ke zarye jima ke bageer mani nikale, or ager is sorat ke ilawa ho - chahe mard o orat kud apni apni mani nikalain ya ik mard ajnabi orat ke zarye ya orat ajnabi mard ke zarye mani nikale - to haraam o guhnaah e kabera main se hai. (Ref:Ayatullah sistani, Minhajus Saliheen,Part#1, Maslah#30,eidition 2009) , (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 406 pg # 236, email rcvd from A.Sistani(d.b)+ e-mail rcvd from A.Sistani d.b, dated: Jan 20, 2012 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.