Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatullah sistani 
Question Q:Hum shaikh A.qadir jilani ko kyun nai manty jub ky hum ny yeh suna aur dekha bhe hai ky agar sanp ko shaikh a.qadir ka wasta dia jata hai tou woh kary sy bahir nai nikalta ?plz give me athantic answer  
Answer Deen e Islaam main 2 chezain hain, 1 – Usool e Deen, 2 – Furoo e Deen, or Usool e Deen paanch (5) hain (jo mashoor hain), 1 – Allah Taala per imaan 2 – Adal 3 – Rasoolo per imaan 4 – Imamat per Imaan 5 – Qayamat per imaan, pas ager koi insan in chezoo per imaan laye (chahe wo in buzurg-waro ko janta ho or Allah Taala ka neek banda manta ho ya na jaanta ho) to wo musalmaan o momin hai, pas in buzurg-waron (jinka apne naam liya) ko manna o na-maanna Deen ka hissa nahi hai jese itni bari dunya main bohat se ese naik bande hain, jo Allah Taala ke nazdeek mehboob hon ge lekin ham un ko nahi jaante is ke bawajood musalmaan o momin hain.(Ref : Sura e Al-Baqra (sura no 2) , ayat # 1 to 5 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.