Answer |
Wssalam o alykum, is ki jaga zuhar ki namaaz pharain, kun ke jumme ke din mukallaf (insan) ko jumme (ager tamaam sharait hon to) or zuhar ki namaz ke dermiyaan iktiyaar, pas ager jumme ki phar le to zuhar ka pharna wajib nahi hai or is hi terhan ager zuhar ki pharh le to jumme ki pharna wajib nahi hai.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 720 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). |