Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Aslam o Alaikum.. mera sawal yeh haai k agr larka aur larki shadi krna chahty hain chup k aur sari umer nibhana b chahtye hain is rishty ko. aurrishty ko halal tareeqy se nibhana chahty hain mtlb dosti naai rkhty q k allah ny manah kia hua.. to agr gawah aur wali k bagair allah ko hazir nazir jaan k nikah parh laen khud e to kia nikah ho jata haai??? aur unko gunnah k ho jany ka andesha b ho to kia us se bachny k lye nikah jaiz ho ga aisa??? 
Answer Jee nahi ye nikah sahi nahi hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2335-2341-2342). Update on dated 26-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.