Answer |
Jee han bilkul ye qasam shumar hogi, lehaza agr apne sachi bat ki qasam khai hai to ye jaiz hai albatta makrooh(napasandeedah) hai, lekin agr apne jhooti bat ki qasam khai hai to ye haram hai or ap gunahgar hen albatta is per koi kaffar nahi hia siwaye ye k ap istighfaar kren. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 3, Mafhoom e Maslah # 691, Eidition 1417 hij). Update on dated 30-07-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |