Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name BADUA 
Question kia badua dena jaiz hai aur jab jab apko kisi sai bohat dukh takleef pohanchai kia badua jaldi lagti hai 
Answer Ager bad-dua momin ko di jarahi ho to is tarah ho k Allah Qahir o Muta-aal zalim ko is ke zulm ki had ke mutabiq saza de to jaiz hai.(Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 2 , sawaal # 208).Jab insan kisi ko dua ya bad-dua deta hai to is ki waja ye hoti hai ke is ka dil us se kush howa hota hai ya na-khush, or jab bhi dua ya bad-dua ke alfaaz dil ki awaaz ban ke nikalte hain to esi dua o bad-dua qaboliyat ke ziyada qareeb hoti hai.(Ref: Sura e Al-Baqra – sura no 2 – , ayat # 186 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.