Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question Salaam Alaikum Namaaz-e-jamaat me imam-e-namaaz ke khare rehne ki zameen baqi namazion se Niche honi zaroori hai? agar hai to kitni niche honi zaroori hai aur agar equal ho ya buland ho to kya namaaz sahi shumaar hogi ? 
Answer Imam e Jamaat kay kharay honay ki jagah zaroori hay muqtadi kay kharay honay ki jagah say ziada oonchi na ho laikin agar maamooli oonchi ho to haraj nahi (Naiz agar dhalwaan zameen ho aur Imam us taraf khara ho jo ziada buland ho to agar dhalwaan ziada na ho to koi haraj nahi) Agar Muqtadi ki jagah Imam ki Jagah say oonchi ho to koi haraj nahi hay.Laikin agar isqadar oonchi ho kay ye na kaha ja sakay kay wo aik jagah jama hoay hain to jamat sahih nahi hay.naiz barabar ho to Jamaat sahih hay.Ref:Tauzeehul Masail Masala No.1396-1397 Pg.220  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.