Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Sistani  
Question Assalam-o-Alikum, Will You plz get me In Knowledge any Quranic Verse In Which chatting with Na-Mehram is Defined. Or any Qaul Of Any Imam (A.S) About talking with Na-Mehram. 
Answer If there is a fear that a girl or a boy may be drawn towards sin, it is not permissible. Normally chatting ends up in a sin for both sides.(Ref: http://sistani.org/index.php?p=616687&id=1151 ) Hadees #1: Aurton k saath mail joul or guftogo se perhaiz karo yaqinan koe merd khalwat(alone) main kisi na-mehram aurat k saath baat cheet nahi kerta hay magar ye keh os k dil main os aurat se rugbat paida ho jati hay (Ref: bahisth e khubaan pg398, mar,a,tun nisaa pg#141, jaded masail, part#2, pg#35). Hadees #2:na-mehram aurto se baat cheet kerna shaitan ki kumando(Lassos) main se aik hay.(Ref: mustadrak wasail, part#14, pg#273, jaded masail, part#1, pg#139) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.