Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question kya quran pak bagher wazu k parh skty hain??  
Answer 1)Jee haan quran paak baghair wuzu k quran paak perh saktay hain.Baz faqha kahtay hein k quran parhnay k lie wuzu karna mustahab he. Lakin ye wuzu mustahab hona sabit nahi he. Albetta agar koi shakhs mustahib honay k ethimal honay k sath wazu karay to os ka wazu sahi he. Aur is wazu k sath har wok am kar sakhta he job a wazu ho kar karna zurari he maslan is wazu k sath namaz parh sakhta he. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 321) 2)Jo shaks ba-wuzu na ho os k liay quran majeed k alfaaz ko chona haram hay.(Ref:Ayatullah Sistani(d.b), Tauzihul masail, Maslah# 316). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.