Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question kia aurat mard ko talaq da skti ha 
Answer Talaq dainay ka huq merd ko hay , laikin ye mumkin hay k merd apni bivi ko khud talaq nah day balkeh talaq k liay kisi shaks ko wakeel muqarrar karay or wo ye bhi ker sakta hay k apni biwi ko talaq dainay k liay khud os biwi hi ko wakeel muqarrar karay k wo talaq k seeghay jaari karay.(Ref:Ayatullah Sistani(d.b), Minhajus Saliheen,Part#3, Maslah#473, 503 ) Aurat k liay ye jaiz hay k wo naikah k waqt shart rakhay k wo apnay shohor ki janib se khud ko talaq dainay ki wakeel hogi.(Ref:Ayatullah Sistani(d.b), Minhajus Saliheen,Part#3, Maslah#334 ). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.