Answer |
1.Agar 3 rakaati Namaz hay masalan teesri aur chouthi rakaat main shak ho to Namaz Batil hay.2.Haan agar chaar rakaati namaz ho masalan Zohar,Asar aur Isha aur teesri aur chouthi rakaat main shak hoto wo samjhay ga kay chaar rakaat parhi hain aur Namaz ko Tamaam karay ga aur baad main aik rakaat Namaz e Aihtiyaat kharay hokar ya 2 rakaat baith kar parhay ga.Ref: Tauzeehul Masail A.Sistani Masala No.1152(2),1186(5) |