Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name shia 
Question i have done mutta with a virgin girl without her fathers permission it is a sin?and what is its kafaaraa? 
Answer kawari(virgin) lerki os waqt tak nikah nahi ker sakti jab tak k lerki ka Baap ya Dada lerki ko nikah ki ijazat nah day day.or yehi hokum ehtiyaat e wajib ki bina(base) per os sorat main bhi hay k jab larki khud mukhtar or baligh bhi ho. Jis jagha per aurat k lie baab se ijazat lena zarori ho agar aurat baab se ijazat na le to nikah batil hai laikin agar aurat ka waalid baad me ijazat de de to nikah sahe hogha.Sahe nikah k bagair hambistri krna haram hai. q k wo zina ho jae ga aur zina gunah e kabeera mai shumar hota hai). Update on dated 20-11-2015. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 2341,2342) ,(sistani.org,arbi,oliyahe aaq,que:1), (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 1, masla # 30). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.