Answer |
Halat e haiz or nifaas mai jima aurat ki agli ki sharamgaah me jima krna mard aur aurat dono k lie haram hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 448). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |