Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Sayed Ali sastani sahib 
Question ya ali a.s madad, assalam o alaikum. janab mje ye poochna hy k, 1:- Molana or Allama my kia farq hy? or 2:- member par baitne ke kia requirements hy? kia har doosra sakhs member par bait saktha hy ? 3:- kia Females member par bait sakthi hy ? 4:- kia females imamati(masjid my nimaz parha sakti hy) males ko? 
Answer 1,2,3,4) Aap is silsele me ‘www.qoitrat.org’ ki website per maujood ketab maqsad e hayaat ka mutaalla karain. (http://qoitrat.org/Books/maqsad/fahristmaqsad.php?myid=1 ) 5) Aurat ,aurato ki imam e jamaat ban sakte hai .Laikin namaaz me ehteyaate wajib ye hai k sab aik dosere k barabar khere hoon aur imam namaz perhne waali aurato se aage nah khare ho, (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1434,1461) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.