Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question a.o.a molana kia gold jo zewer hotha hai women k pass aus per be zakat hothi hai? ager hai tho kitnay grams per kitni zakat wajib hai .may nay ak book may read kia hai k zewar per zakat nahi hothi.plz reply me soon thx Allah hafiz 
Answer Wo Sikkay Daar Sona aur Chaandi jo aurtain batoor e zaiwer pehenti hain jab tak wo raaij hoon yani sonay aur chaandi kay sikkon kay taur par un kay zariye lain dain hota ho to aihtiyat ki bina par Zakat dena wajib hay.Agar un kay zariye lain dain ka riwaaj baqi na ho to Zakat wajib nahi hay.Ref:Tauzeehul Masail A.Sistani Masala No.1865 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.