Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sistani 
Question mrey sath subhh ki namz bhut ziada qza hoti subha oth ni skta hon plz me kia karoo 
Answer jis shaks ko yaqeen ho k agar me sogaya to namaaze subh k lie bedaar na ho saku gha to aisa shaks kise k zimme laga sakta hai k wo namaaz k lie jagaye ya timepiece se istefada kar sakta hai jo ise jagaye aur agar ye dono mumkin na ho to sone se ghuna gaar na hogha mager ye k urf(aam louqo) k nazdeek ise namaaz k silsele me suste aur ghaflat samja jaaye.( to phir ghuna gaar hogha) (Ref : aqa sistani,Jadeed faqhi masail , masla # 83 , pg # 75, eidition 5) subhe ki namaaz ki qaza hone se bacne ka tariqa : rasool allah ne farmaaya : jo shaks surah khaf ki aakheri aayat sote waqt jis bhi waqt utne ki niyat se perhe gha jo jis waqt chahe gha bedaar ho jaaye ga.( nawaahe sauleheen,pg:332) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.