Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Farz aur Wajib may farq kia hay. please reply with reference. shukria 
Answer Farz or wajib yani har wo kaam jis ko anjaam dena Islam ki nazar me Lazimi ho.Farz aur wajib me amali lehaaz se koe faraq nahe hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, pg # 494) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.