Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sistani 
Question agr aik cheez kuch yrz pehlay 5000 ke buy ke ho thn ab gift karni hai.ab wo cheez 10000 ke ho gaE nd khums ab tak nahi nikala.kia khums new price per nikaleyn gey?nd khums nikal ker gift dia jaey ga?? 
Answer Agar wo cheez zaya nah hoe ho tu os cheez ki maujoda resale value (Qimat e Frokth) ka 24% khums k taur per day ker os cheez ko tohfe k taur per day sakte hain. Or agar wo cheez zaya ya khatam ho chuki ho tu 20% khums diya jay ga. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Minhajus saliheen, part#1, maslah #1247 ) . (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.