Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sistani 
Question agr beta paida ker k 2 saal bad goud dey dia.ab kia betay ke salary sey is paida karnay wali maa ka kuch haq banta hai?? 
Answer Je haan Bete per Peda kerne wale Man Baap ka haq to banta hai is liay k Jis ne aulad ko paida kia ho wohi haqiqi waldain shumaar hote hain or agar wo ghareeb hoon tu on k akhrajaat aulad per wajib hain. Paalne se wo good lene wale waaldain haqiqi waaldain nahi bante yahan tak k lerke k liay uski paalne wali maan tak na-mehram hoti hai.(Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah #584 , Pg #289 , Eidition# 5). Update on dated 04-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad (s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.