Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aitula seestani 
Question kia koi shia larki agr ksi sunni larky ko pasand krti ha aur wo dono shadi krna chahty hen to kia shia larki us se shadi kar sakti ha? agrchay usk shia khandaan ma se bhi rishty a chuky hen.. phir kis ko wo tarjeeh day? aur shadi k baad bucho ko unki marzi ka mazhab ikhteyar krny ko kaha ja skta ha? 
Answer Agar shia aurat ko apne shia mazhab k tabdeel hone ka khouf na ho to sunni mard se shadi kar sakte hai, Lekin phir bhi ye makhroh hai, aur agar shia mazhab k tabdeel ho jane ka khouf ho to phir jaiz nahi hai.(Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 3, Mafhoom e Maslah # 215, Eidition 1417 hij). Update on dated 24-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.