Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name All Islamic 
Question Salam agar shohar condom use karey or shehwat na jaey biwi k andaroni maqam me tab ghusul wajib hoga biwi per ya nhi? Or agar mukammal sex na karen sirf uper se pyar krny per shoher or biwi k muqamat se jo pani kharij hota hai us se kaprey napak ho jatey hain? Or ghusul wajib hota hai? 
Answer Agar koe shakhs aurat se jimma(intercourse) karay aur azo e tanasul supari ki miqdar tak ya is se ziada dhakil ho jay to chahae ye dkhool fraj(agli sharamgaah) me ho ya pichlay maqam me chae mani kharij na ho dono per ghusl wajib ho jata hay (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 348). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.