Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Want to get own house 
Question ASSALAM-O-ALAIKUM mai aur mairay husband rent k home main rahtay hain. mjy koi aisa amal/wazifa bata dain jis say hm apna ghr kharid sakain takeh rent sy bach sakain. Thanx in advance 
Answer Riwayat mai hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 bar surah e maida surah # 5, ayat # 114, ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) Jo koe kise hajat k lie surah yaseen ki ayat no:40 ko 7 baar perhe to is ki hajat pure ho gi. ( ref: payaam shifa, pg: 249) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.