Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name AYAT ULLAH SISTANI 
Question SALAM MERA SAWAL YE HAI K KIA MEIN BAGHAIR EHRAM K MAAKA MEIN DAKHIL HOSAKTA HUN JAB K MEINE PEHLE 4 UMRA AUR HAJJ B KARCHUKA HUN YEH SAWAL PHLE B KIA THA BUT ABHI TAK JAWAB MOSOUL NAI HUA. SHUKRIA 
Answer Makkah me balke haram me baghair ehraam k daakhil hona jaiz nahe hai jo shaks hajj k maheno k ilaawa in dono me daakhil hona chahe to is per mufrada ka ehraam bandhna wajib hai . ( ref: aqa sistani,manasiq hajj,pg:49,masla: 141,eidition 1996) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.