Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Sistani Sahab 
Question Dear Sir Salam Alikum mera ek masala hai ki humare ghar mein rozi rozgaar ke darwaze ekdum band ho chuke hain main din mein har namaz fareza ke baad astagfaar aur salwaat ki tasbi padta hoon mera share or commodities ka kaam hai kahin se koi kaam nahi ban raha hai maine 25000 se apne papa ka ac khola hai aur mujhe client ki zaroorat hai kya koi aisa wazifa hai jisse is kaam mein tarakki mile . Please help me out to resolve this situation.. 
Answer Riwayat mai hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 bar surah e maida surah # 5, ayat # 114, ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.