Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sistani/ khoei 
Question I have a question that i used my wedding jewellery on my wedding day and few time after that as well but from last five years or so it is not in my use so do i have to pay khums onit because i heard in Molana Sadiq hasan dars that according to agha sistani if an item used then khums is not wajib on it. what is the correct rulling please tell me according to khoei and sistani  
Answer 1- Agar koe shaks khums ada kerne se pehlay apni tijarat k munafe se ghar k istemaal k liay samaan khareeday tu jis waqt bhi os samaan ki zarorat khatam hojaay tu ehtiyaat e mustahab ye hay k os par khums ada karay. Or yehi zananah(Ladies) zewaraat(jewellery) ki hay jab aurat ka inhain batauray zeenat istemaal kerne ka zamana guzar jaay.(Ref:Ayatullah khoe(R.h) Tauzihul masa,il, Maslah#1790 ) 2- Agar koe shaks khums dayne se pehlay apne munafe se ghar k istemaal k liay samaan khareeday agar oski zarorat munafa hasil hone walay saal k baad khatam hojaay tu zarori nahi hay k oska khums day.Aurat k liay jin zewaraat(jewellery) ko batauray zeenat istemaal kerne ka zamana guzar jaay ,os par bhi khums nahi hay. (Ref:Ayatullah Sistani(d.b), Tauzihul masa,il, Maslah#1751 ). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.