Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question a.o.a if any one washed left hand in wazau then off the tap(nul) there is water on the tap & that water mixed with water (tari) which is remain in the right hand & then with the help of hand water ko spelt kya then i do massa of head ques, is wadhau become right.(this ques is diff from first 1) 
Answer Agar ye kaam baain haath ko mukammal taur par dhonay say pehlay kiya to koi ishkaal nahi aur agar baain haath kay dhonay kay baad kiya ho laikin nalkay say haath par muntaqil honay wali taree nihaayat hi kam ho yani aik ya do qatray hon jo haath ki taree kay saath mil kar khatam ho jati ho to bhi koi haraj nahi hay.Ref: Book-2 Q.No.19. 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.