Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name hanfi 
Question bismihi ta aa la....mera sawal ye he k qaza namz kis waqt me parh sakte he?kiya zahar ki qaza asar k waqta me parh sakte he? or fajar ki qaza zawal k baad parh saktehe? ya zahar k waqt me? aap ki duaa ka mustahik hu?  
Answer Note : Is website per fiqhae jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hein. Qaza namaz ko din o raat main kisi bhi waqt perha ja sakta hay.(Ref:A.Sistani(d.b),Minhaajus saliheen,part#1, maslah# 721). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.