Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question app apney jawabaat mey koch istalah use kartey han iss ka keya matlib ha 1. fala illem 2. eteyat e wajeb 3. asskal 
Answer 1:Fal-Aalam : Wo mujtahid jo Aalam kay baad Ilm main sab say barh kar ho...2:Aihtiyat-e-Wajib : Wo hukum jo Aihtiyat kay mutabiq ho aur Faqeeh nay is kay saath Fatwa na diya ho aisay masail main Muqallid us mujtahid kay Fatwa par Amal kar sakta hay jo Fal-Aalam yani Aalam kay baad Ilm main sab say barh kar ho...3:Ishkaal : Is Amal ki wajah say Sharee Takleef saaqit nahi hoti aur is ko Anjaam nahi dena chahiye agar is kay saath Fatwa na ho to doosray mujtahid ki taraf rujoo kiya ja sakta hay.Tauzeehul Masail A.Sistani Pg.433. 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.