Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sistani 
Question salam agha kia maa sy ounche awaz main baat karna gunnah hai kia or agar kar li hai to kia kuffara hai .. plz reply 
Answer Baitay k aqeeday k mutabiq waaldain ki jo raay or mau,aq,qif(arguments) sahi nahi hay, os main on se behes or mubahisa(discuss) ker sakta hay.Lainkin baitay ka ye zarori farz banta hay k waaldain se behes or mubahisay k doran adab or tehzeeb ka khiyaal rakay or onki taraf ghoor ker(staring) daikhne se bhi guraiz karay.Apni awaaz ko waaldain ki awaaz se ziyada buland nah karay.or tand o taiz alfaaz istemaal karna tu batareeq e awla jaiz nahi hay.( Ref:A.Sistani(d.b),Jadeed fiqhi masa,il, maslah#347 ). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.