Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question meaning og ITRAT Batool 
Answer 1-Itrat ka matlab kumba(Family), aulaad(Children) hay.(Ref: Al-Munjib, arabi to English Dictionary, pg#628). 2-Batool ka matlab ghair shadi shuda, baakra( virgin ), jis aurat ko haiz nah aat ho. Or ye janab e meryam(s.a) or janab e fatima zehra (a.s) ka laqab hay.(Ref: Al-Munjib, arabi to English Dictionary, pg#72+Noqoosh e ismat, Allama Zeeshan Haider Jawwadi, pg#178). 3-Ulama e shia or ulama e sunat ka is baat par ittefaaq hay k malik e qaaynaat ne janab e fatima(s.a) ko batool qaraar diya hay or on tamaam awariz se alag rakha hay, jin main aam taur se har aurat her mahine mubtila hoti hay{yani haiz ki nijasat se paak rakha hay.}(Ref: Noqoosh e ismat, Allama Zeeshan Haider Jawwadi, pg#178). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.