Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Q:Hath Chor kar Nimaz Parna kesa? 
Answer Namaz ko haath khool ker perhna zarori hay.or agar koe shaks haatho ko aajizi ya adab ki niyat baandhay tu os ki namaz ehtiyaat ki bina par batil hogi.or agar is kaam ko mashroo,iyat(shariyat ka hukum samajh ker) ki niyat se anjam day tu is kaam k haram hone main koe ishkaal nahi.(Ref:A.Sistani(d.b),Tauzee hul masa,il, maslah# 1116). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.