Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question khulla key bad bv shohar se shadi karna chaey to kiya hukum hai kiya halala zaroori hai jab k shohar ne muh se talak nahi di kagzi amal huwa ho 
Answer Talaq ki khuch shara,it hain jin main se ye shart bhi hay k talaq ka seegha sahi arabi main lafz e “طالق” k saath perha jaay or 2 adil merd osay sunain.(Ref:A.Sistani(d.b),Tauzee hul masa,il, maslah# 2472). Note: aap ki talaq e khula durust nahi hay or aap ko apne shohar se shadi kerne ki koe zarorat nahi hay q k aap ki talaq hi nahi hoe or wo ab bhi aap k shohar hain. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.