Question |
asslamo likom. agar main ney aser ke namez key leya wazo keya our namaz pari.abb magriban ka waket aa geya, mojey yad nahen key iss doran merh wazou tota ha ya nahin. yani main shak mey hon. to asi sorat mein keya main osi wazo sey namaz e magrib ada kar sak tah hon ya nahenn. waslikom salam.. hamid , madina from gujrat |