Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Khamnaie 
Question jamat namaz parhte parhte furada namaz ker sakte hai ya nahi? 
Answer Zahir ye hay kay Namaz-e-Jamat main kisi bhi maqam par Furada ki niyyat karna Agarchay ikhtiyaar kay saath ho JAIZ hay,chahay pehlay hi say is ka irada kion na rakhta ho.laikin Aihtiyaat ye hay khusoosan jab pehlay hi say is ka irada rakhta ho,furada ki niyyat na karay magar ye kay zaroorat is baat ka taqaaza karay.agarchay wo zaroorat dunyavi aitibaar say hi kion na ho.Ref:Tehreerul Waseela Pg.483.Masala No.7. 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.