Answer |
Behter ye hay namazi namaz ko awwal e waqt main ada keray, laikin agar koe dosra shaks is shaks{namzi} ka intezaar ker raha ho{k is k saath khana khaay ga} ya isay{namazi} itni bhookh lagi ho k huzoor e qalb k saath namaz nah perh sakta ho tu behter ye hay k pehlay khana khaay laikin jahaan tak mumkin ho fazeelat k waqt main hi ada karay.(Ref:A.Sistani(d.b),Tauzee hul masa,il, maslah# 1720). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |