Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Asalam-u-alikum! istanga karne ke baad asa mehsoos kota hai jese pishab ke qatre ate hain, leukoria bhi hai, aur istanga ke baad gilapan already hota hai, is liye faraq pata nahi chalta, na koi drop bahir ata hai, aur na kapron par lagta hai. us ki waja se bohat pareshan hon, shalwar par hath ya feet lagte hain tou napak lagte hain. confirm pata nahi hai... jaldi jawab de di jiye ga. Jazak Allah 
Answer Istibra aik mustahab amal he jo merd hazraat paishab kerne k baad is liay anjaam daitay hain k itminaan hasil hojaay k ab paishab nail main baqi nahi raha he.Laikin aurat k liay peshab k baad istibra nahi he.Laihaza agar koe ratubat kharij ho or shak ho k ye paishab he ya nahi tu wo ratubat paak hogi or agar ye aurat wuzu se ho tu iska wuzu or ghusl bhi is ratubat k kharij hone ki wajah se batil nahi hoga. (Ref:A.Sistani(d.b),Tauzee hul masa,il, maslah# 74). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.