Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sitani sahab 
Question matam k khoon par NAMAZ ho sakti hai kya? 
Answer 1- Agar namazi k badan ya libaas par zakham ya jaraahat ya phorhay ka khoon hut u wo khoon k saath os waqt tak namaz perh sakta he jab tak zakham ya jarahat ya phorha theek nah ho jay.(Ref:A.Sistani(d.b),Tauzee hul masa,il, maslah# 836) 2- Agar namazi k badan ya libaas par aisi kharaash ya rakham ho jo jaldi theek hojata ho or jiska dhoona asaan ho or jis ki miqdaar aik dirham k baraber ya os se zaid ho tu oski namaz batil hay.(Ref:A.Sistani(d.b),Tauzee hul masa,il, maslah# 837). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.