Question |
internet par dosti larka aur larki ka bara ma ka agar ak larka pakistan ma ha aur es ki dosti ek aisi larki se internet par hoti ha jo ka south america ya kisa eisa mulk ma ha jahan larka ka puhcna mumkin nahi aur ou larki kafir ha aur islam ka bara ma jana chathi ha is surat ma dosti ka lia kia hukam ha? |