Answer |
Darhi ka moondna ehtiyaat ki bina par jaiz nahi hay laikin agar is ka tark karna zarar ya aisi moshaqqat ka sabab banay k jisay aam taur par bardaasht na kiya ja sakay ho to phir jaiz hay.(Ref:Tauzeehul Masail A.Sistani Masala No.2038). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |