Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question assalam 0 alaikum Mein ya jana chtaa hoon, agr mard ghr mein namaz parhay tou us ka koi nuksanat tou nahi ya agr hai tou wo kia hai. 
Answer Islam ki muqaddas shariyat main bohat takeed ki gae he k namaz masjid main perhi jay.(Ref:A.Sistani(d.b),Tauzee hul masa,il, maslah# 880). Mutaber riwayaat k mutabiq baa jamaat namaz , namaz e furada(alone) namaz se 25 guna afzal he.(Ref:A.Sistani(d.b),Tauzee hul masa,il, maslah# 1381) Bay perwaahi barat,tay hoay namaz e jama,at main shareek nah hona jaiz nahi hay or insan k liay ye munasib nahi he k baghair majbori k namaz e jama,at ko chorhay.(Ref:A.Sistani(d.b),Tauzee hul masa,il, maslah# 1382). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.